Sunday 11 March 2012

1.Unke jaane se chiragon
mein roshini kaham
Chaand bhuj saa gaya
mere gum se
Aab maut humse door
kahn 2. aap se milke hum badal
se gaye
sher padhne lage gunguna
ne lage
pehle mashoor thi apni sar-
zindagi aab tho jab dekhiye
muskuraane lage 3. teri yaad mein nahi
guzarthe aise
tho koi daur nahin
jinki khwaish par sajde
kiye
who aap hain aur koi nahin 4. us raat ko tho meri aise
halath thi
vo door the muhjse par dil
ke paas the
socha tha taaare ginke kat
gayi raat meri taaare bhi nahin aaye vo
unke paas the 5. humne metrik tak haasil
ki
hain education phir bhi
naa jaan sake love ki
definition
phir dil ke darewazee par like diya
no admission
aap aa gaye phir bhi
without permission 6. patti patti gulab ho jathi
hain
har kali ek khwaab ho
jathi hai
agar daal mein nagar
fizaon par tho shabnam sharaab ho
jathi hai
jisme dekha ho lakhon
hasinayee
uski niyat kharab ho jathi
hain 7. har nazar mein ek
kashish ho thi hai
har nazar mein ek chahat
hothi hai
yeh mumkin nahin har kisi
ki liye taj mahel banana
lekin har nazar mein ek
mumtaz hothi hai 8. ishq ne insaan ko kya se
kya bana diya
kissi ko aashiq tho kisi ko
deewana bana diya
do phool ko bhooj naa
utha saki mumtaaz shah jahan ne uspar taj
mahel bana diya 9. dava bhi kaam naa aaye
koi dua na lage
mere khuda kisi ko
pyar ki hawa na lage
10.phool khilthe hain
baharoon ka sama hota hai aise mausam mein dil
jawan hota hai
dil ki baton ko hoton se
nahin kehthe
yeh fasana tho aankhon se
bayan hota hai 11. humne mohabbat ko
dekha hai kuch iss makam
tak
ki aab tho nafarat sii ho
gayi hai mohabbat ki naam
see 12. Ae chaand tu door
rehkar bahoot jalaale
hume
bahoot din ho gaye tere
deedar ki bhi
ab saans toot na jaye kahin ek deed tho aa ke de abhi 13.shaam chale naam naam
sadak pe
baraf si rangat wali ladki
kisi ka rasta dekh rahi thi
koi ho poochey tho hans
kar keh de yeh duniya kithni shakh
karthi hai
kaan ka bala dhoondh rahi
thi 14.vo rah vo raste chod
diye humne
wooh yaar wo kasme
thod diye humne
tere ishq mein-e-sanam
yeh duniya tak chod diya humne 15. khuda kisi ko kisi par
fida na kare
fida kare tho bhi qayamat
tak juda na kare